Array ( [sid] => 172312 [catid] => 1 [aid] => mick [title] => pyar ka safar [time] => 2012-05-02 05:13:57 [hometext] => pyaar kabhi mat karo... agar karo to usse nibhauo..... [bodytext] => zindagi me kabhi kisi se pyar mat karo,
aur agar kar bhi liya toh,
zindagi me usse bichadne ki baat hamesha yaad rakho…
yeh baat jitni apno ki hai utni hi begano ki bhi h..
dil kisi ko yeh soch ke nahi chahta ki,,
o apna h, ya begana h…
wo gora h.. ya kaala h…
ya fir wo kisi aur jaati ka rehene wala h…
pyar sirf insaan se nahi hota…
wo toh sadak par pade phool ya….
barso se padi purani dhool se bhi ho jaata h…..
hum kisi se yeh soch ke pyaar nahi karte ki…
hum iss pyar ko kab tak nibhayenge….
Ya fir…iss pyar me kab dhooka payenge….
Yeh pyar shabd jitna khubsurat h….
Utna hi dardnak bhi h….
Isse apnane mein jitna maza hai usi taraha nibhane me..
Bada he mushkil kaam hai…
Iss raah me chalet hue badi hi pareshaniya h…
Isme shak ki buniyaado ko mita kar,
vishwas ki duniya apnani hai…
ladaiyo ki wajah se apna sath mat chodo…
shak aur vishwas jaisi chizo se….
apna lagav mat todo …
pyar toh uss kachhe dhage ki tarah hai…
jo har musibat me paar laga deta h….
lekin agar pakka ho jaye to yeh duwa bhi deta h….
kyoki kachha hone tak to,,,
hume sabhi achhai ka hakdar toh bana deta h…
par pakka hone par yeh hume kisi ka bhi bura ya…
apno ko chodne ka bhi jimmmedar bana deta h…
pyar ke jhulo me apno ko lekar jhula utna hi kathin kaam hai….
Kyoki iss pyar mein hum apno se anjaan h…..

Suno aye duniya walao iss pyar mein apno ko mat thukrana…
Kisi ka bhi bura mat karna apno ke sath hi nibhana….
[comments] => 0 [counter] => 117 [topic] => 2 [informant] => simran [notes] => [ihome] => 0 [alanguage] => english [acomm] => 0 [haspoll] => 0 [pollID] => 0 [score] => 0 [ratings] => 0 [editpoem] => 1 [associated] => [topicname] => LovePoetry ) Your Poetry Dot Com - pyar ka safar


pyar ka safar
Date: Wednesday, 2nd May 2012 @ 05:13:57 AM AEST
Topic: Sad Poetry


Contributed By: simran

zindagi me kabhi kisi se pyar mat karo,
aur agar kar bhi liya toh,
zindagi me usse bichadne ki baat hamesha yaad rakho…
yeh baat jitni apno ki hai utni hi begano ki bhi h..
dil kisi ko yeh soch ke nahi chahta ki,,
o apna h, ya begana h…
wo gora h.. ya kaala h…
ya fir wo kisi aur jaati ka rehene wala h…
pyar sirf insaan se nahi hota…
wo toh sadak par pade phool ya….
barso se padi purani dhool se bhi ho jaata h…..
hum kisi se yeh soch ke pyaar nahi karte ki…
hum iss pyar ko kab tak nibhayenge….
Ya fir…iss pyar me kab dhooka payenge….
Yeh pyar shabd jitna khubsurat h….
Utna hi dardnak bhi h….
Isse apnane mein jitna maza hai usi taraha nibhane me..
Bada he mushkil kaam hai…
Iss raah me chalet hue badi hi pareshaniya h…
Isme shak ki buniyaado ko mita kar,
vishwas ki duniya apnani hai…
ladaiyo ki wajah se apna sath mat chodo…
shak aur vishwas jaisi chizo se….
apna lagav mat todo …
pyar toh uss kachhe dhage ki tarah hai…
jo har musibat me paar laga deta h….
lekin agar pakka ho jaye to yeh duwa bhi deta h….
kyoki kachha hone tak to,,,
hume sabhi achhai ka hakdar toh bana deta h…
par pakka hone par yeh hume kisi ka bhi bura ya…
apno ko chodne ka bhi jimmmedar bana deta h…
pyar ke jhulo me apno ko lekar jhula utna hi kathin kaam hai….
Kyoki iss pyar mein hum apno se anjaan h…..

Suno aye duniya walao iss pyar mein apno ko mat thukrana…
Kisi ka bhi bura mat karna apno ke sath hi nibhana….


This poem is Copyright © simran



Important note: ALL POETRY ON THIS SITE IS COPYRIGHT.
If you wish to use any poem for any purpose, please either EMAIL Mick from
the sites feedback form, or go to the AUTHOR'S site and EMAIL the author for permission.
If you Email Mick for permission on any poem that is not his personal works,
he will endeavor to contact the author on your behalf.

This poem comes from Your Poetry Dot Com
https://www.your-poetry.com/

The URL for this poem is:
https://www.your-poetry.com/route.php?page=poetry/PoemDetail&story_id=172312